About

Dilchasp Kahaniyan — Roman Urdu mein hairat-angez kahaniyan aur technology.

Main Muzafar Gill hoon. Is blog par aap ko duniya bhar ki hairan kar dene wali sachhi kahaniyan milengi — tareekh ke ajeeb waqiyat, science aur technology ki ijaadaat, khala, samundar aur zameen ke andar chhupe raaz, aur woh log jinhon ne duniya badal di.

Har kahani asaan Roman Urdu mein likhi jati hai, facts ko verify kar ke, taake parhne wala sirf hairan na ho, kuch seekh kar bhi jaye. Roz nayi kahani publish hoti hai.

Agar aap ko koi kahani pasand aaye to share zaroor karein, aur comments mein apni rai likhein.

Hum se rabta: Aap kisi bhi post par comment ke zariye hum se rabta kar sakte hain, ya humare Facebook page "Rozana 555" par: Facebook par Rozana 555. Mazeed tafseel Contact Us page par maujood hai.

Comments

Popular posts from this blog

Sunehri Choodi Ke Andar Kya Tha?

Mary Celeste — Samundar Mein Mila Khaali Jahaaz, 10 Log Kahan Gaye?

Bees Saal Se Rakhe Joote